![]() |
JINKE LIYE LYRICS | NEHA KAKKAR |
Jinke Liye: The one of the sad song
from the latest new album Jaani Ve (2020). This is sung
beautifully by Neha Kakkar Feat. Jaani . The music of this new song is also given by B Praak while
lyrics penned Jaani. The video Director for this song is by Arvindr
Khaira. This song is featuring by Neha Kakkar, Siddhi Ahuja and Vivek Gautam. The music
label of T-Series.
Song: JINKE LIYE
Singer: NEHA KAKKAR
Music: B PRAAK
Lyrics: JANI
Tere liye meri ibadatein wahi hai
Tere liye meri ibadatein wahi hai
Tu sharam kar teri aadatein wahi hai
(Tu sharam kar teri aadatein wahi hai)
Jinke liye hum rote hai
Ho jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sote hain
Hum galiyon mein bhatakte phirte hain
Wo samandar kinaro pe hote hain
Jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sote hain
Paagal ho jaaoge aana kabhi na
Galiyon mein unki jaana kabhi na
Jaana kabhi na
Hum zinda gaye qareeb unke
Ab dekho mare huve laute hain
Jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sotey hain
La la la… Ra ra ra…
La la la… Ra ra ra…
Haathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai gairon se
Haathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai gairon se
Unki mohabbatein har jagah
Wo jo kehte the hum iklaute hain
Jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sote hain
Kabhi yahan baat karte ho
Kabhi wahan baat karte ho
Aap bade log ho sahab
Humse kaha baat karte ho
Aaj uss shakhs ka naam batayenge
Jaani tha, Jaani mile jis kaayar se
Galti thi chhoti mohabbat kari jo
Galti badi thi ki kar baithe shayari se
Aag ka dariya jafaa unki
Har din lagaane gotey hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki bahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki bahon mein sote hain
Aa.. aa…
Ho jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki bahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki bahon mein sote hain
JINKE LIYE VIDEO
Conclusion About:- Jinke Liye Lyrics
I hope you guys like our post about the Jinke Liye Lyrics, So don’t miss to share this post with social media friends.
Thanks For Viewing JINKE LIYE LYRICS | NEHA KAKKAR.